Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSazzad Husain
HomeSazzad Husain
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aye dilrubaaaaaa aye dilrubaaaaaa aye dilrubaaa nazren milaaaa kuchh to mileeeee ghum ka silaaaaa aye dilrubaaaaaa ashqon ka ek dariyaa baha pyaasa tha dil pyaasa raha nazren milaaa nazren milaaa rehne naa deeee koi gilaaaa aye dilrubaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aye dilrubaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
aaj preet ne tod di bandhan ki deewar haar maan ke preet se chala gaya sansaar dil mein sama gaye sajan phool khile chaman chaman pyaar bhi muskura diya dil mein sama gaye sajan phool khile chaman chaman pyaar bhi muskura diya masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya dil mein sama gaye sajan phool khile chaman chaman pyaar bhi muskura diya aisa badal gaya samaa badle zameen o aasmaan aisa badal gaya samaa badle zameen o aasmaan chhod ke jag bana liya pyaar ne ek naya jahaan pyaar ne ek naya jahaan aayi ghataaen jhoom ke neele gagan ko choom ke ghum ka nishaan mita diya pehle koi khushi na thi dil ki kali khili na thi teer e nazar chala na tha zindagi zindagi na thi tere kadam ki aahaten ban gayi muskurahten mera jahaan basaa diya aayi jo rutt bahaar ki chhid gayi baat pyaar ki aayi jo rutt bahaar ki chhid gayi baat pyaar ki dil ne tadap tadap ke phir tere liye pukaar ke oooo
mazandaran mazandaran mazandaran mazandaran mere watan mere jahaan ae gulsitaan jannat nishaan mazandaran mazandaran har phool tera ek chaman har shaakh hai naazuk dulhan ae jaaneman ae jaaneman sadke tere sadke tere ye jism o jaan mazandaran mazandaran jarre hain tere yaa guhar padti hai shaahon ki nazar laalo zawahir iss qadar mumkin nahin mumkin nahin jinka bayaan mazandaran mazandaran ek husn ki mehfil hai tu har shauk ki manzil hai tu hum aashqon ka dil hai tu har lazza teri daastaan mazandaran mazandaran
kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare bahaate hain aansun judaai mein teri ye armaan bechare ye armaan bechare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare nazar se gira ke chale jaane waale nazar se gira ke chale jaane waale o tadpaane waale ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare tadpte hain aankhon mein armaan dekho tadpte hain aankhon mein armaan dekho ye toofan dekho chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare kahaan ho kahaaaaaan
aaaaa phir tumhaari yaad aayi aye sanam aye sanam phir tumhaari yaad aayi aye sanam aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam hum naa bhulenge tumhen allah kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa haal e dil yaar ko likhoon kaise haath dil se zuda nahin hota kiss tarah unko bataayen apna ghum aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam jab se dekhi surat unki hum shamma jalaana bhul gaye rukhsaar ki surkhi kya kahiye phoolon ka fasaana bhool gaye bas itni kahaani hai apni jab aankh mili behosh huye daaman se hawaa tum kar naa sake hum hosh mein aana bhool gaye kitne pyaare hain muhabbat ke sitam aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kya lutf aa raha tha kya lutf aa raha tha aaaa aaaaaa aaaa aaaaa kya lutf aa raha tha dilbar ki dillagi se nazren bichhi mujhi par pardaa
teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri kahaani teri kahaani teri kahaani teri kahaani main kahun meri kahaani tu hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa nikhari huyi ho chaandani ee ee ee ee ee ee ee chhaayi huyi bahaar nikhari huyi ho chaandani ee ee ee ee ee ee ee chhaayi huyi bahaar tujhse juda na main rahoon tujhse juda na main rahoon aur mujhse juda na tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa teri nazar mein main rahoon meri nazar mein tu aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jalwe tere jalwe tere nazar mein hon dil mein ho teri aarzuu jalwe tere jalwe tere nazar mein hon dil mein ho teri aarzuu mujhko yahi ho justazuuu mujhko yahi ho justazuuu ke lab pe mere ho tu aa aa aa aa aa
woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein khushiyon ki aas chhod de ghum ko gale ka haar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke dil to nisaar kar diya jaan bhi ab nisaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar
ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ye dil ka dhadkna ye nazron ka jhukna jigar mein jalan si ye saanson ka rukna khuda jaane kya daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai bhujaa do bhujaa do bhujaa do sitaaron ki shamme bhujaa do chhupaa do chhupaa do chhupaa do hasin chaand ko bhi chhupaa do yahaan roshni mehmaan ho gayi hai aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ilaahi ye toofan hai kiss bala kaa ke haathon se chhutaa hai daaman hayaa kaa khudaa ki kasam aaj dil keh rahaa hai khudaa ki kasam aaj dil keh rahaa hai ke loot jaaun main naam lekar wafaa kaa tamanna tadap kar jawaan ho gayi hai aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate
ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni tujhe kyaa khabar hai o bekhabar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar jo gazab mein aaye to kehar hai jo ho meharbaan wo qaraar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri baat baat hai dil nashin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin hai kali kali mein jo mastiyaan teri aankh ka ye khumaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Dilruba Dilruba Rustam Sohrab (1963) 03:16 15659
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Suraiya
Duration : 03:16   Song Number : 15659   

Dil Mein Sama Gaye Sangdil (1952) 04:37 14134
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 14134   

Mazandaran Rustam Sohrab (1963) 03:42 32139
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Azad
Duration : 03:42   Song Number : 32139   

Mere Jeevan Sahaare Sangdil (1952) 03:53 16311
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 16311   

Phir Tumhari Yaad Rustam Sohrab (1963) 03:21 12461
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sazzad Husain
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:21   Song Number : 12461   

Teri Nazar Mein Main Rahoon 1857 (1947) 05:20 32488
 
Poster of 1857 (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Suraiya, Surendra
On Screen Actors- 
Surendra, Suraiya
Duration : 05:20   Song Number : 32488   

Woh To Chale Gaye Sangdil (1952) 03:20 35983
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:20   Song Number : 35983   

Ye Kaisi Ajab Dastaan Rustam Sohrab (1963) 03:24 14088
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 14088   

Yeh Hawa Yeh Raat Yeh Chandni Sangdil (1952) 03:06 14135
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:06   Song Number : 14135   
Karaoke Songs of sazzad husain, Sad Songs of sazzad husain, Love Songs of sazzad husain, Dance Songs of sazzad husain, Hip-hop songs of sazzad husain, Best songs of sazzad husain, Super hit songs of sazzad husain, hit songs of sazzad husain, duet songs of sazzad husain, solo songs of sazzad husain, old songs of sazzad husain, famous songs of sazzad husain, Hindi Karaoke Songs of sazzad husain, Hindi Sad Songs of sazzad husain, Hindi Love Songs of sazzad husain, Hindi Dance Songs of sazzad husain, Hindi Hip-hop songs of sazzad husain, best Hindi songs of sazzad husain, super hit Hindi songs of sazzad husain, hit Hindi songs of sazzad husain, duet Hindi songs of sazzad husain, solo Hindi songs of sazzad husain, old Hindi songs of sazzad husain, famous Hindi songs of sazzad husain, Sing Along Songs of sazzad husain, Sing Along Sad Songs of sazzad husain, Sing Along Love Songs of sazzad husain, Sing Along Dance Songs of sazzad husain, Sing Along Hip-hop songs of sazzad husain, Sing Along Best songs of sazzad husain, Sing Along Super hit songs of sazzad husain, Sing Along hit songs of sazzad husain, Sing Along duet songs of sazzad husain, Sing Along solo songs of sazzad husain, Sing Along old songs of sazzad husain, Sing Along famous songs of sazzad husain